Saturday 3 December 2016

(2:255) AYATUL KURSI





📝 Word to word translation in English and Urdu 📝
🔹Allahu ( اللّهُ ) - Allah / Allah
🔹Lā ( لاَ ) - (there is) no / nahi (koi)
🔹Ilāha ( إِلَهَ ) - God / Ma'bood (barhaqq)
🔹Illā ( إِلاَّ ) - except / sivaaye
🔹Huwa ( هُوَ )- Him/ Us ke
🔹Al-Hayyu ( الْحَيُّ ) - the Ever-Living / (jo) hamesha zinda hai
🔹Al-Qayyūmu ( الْقَيُّومُ ) - the Sustainer of all that exists / (jo) sabko samhalne wala (hai)
🔹 Lā ( لاَ ) - Not / nahi
🔹Ta'khudhuhu ( تَأْخُذُهُ ) - overtakes Him / aati usko
🔹Sinatun ( سِنَةٌ ) - slumber / oongh
🔹Walā ( وَلاَ ) - [and] not / aur na
🔹Nawmun ( نَوْمٌ ) - sleep / neend
🔹Lahu ( لَّهُ ) - To Him (belongs) / Usi ka hai
🔹Mā ( مَا ) - what(ever) / jo kuch
🔹Fī ( فِي ) - (is) in / mein (hai)
🔹As-samāwāti ( السَّمَاوَاتِ ) - the heavens /aasmano
🔹Wamā ( وَمَا ) - and what(ever) / aur jo kuch
🔹Fī ( فِي ) - (is) in / mein (hai)
🔹Al-ardhi ( الأَرْضِ ) - the earth / zameen
🔹Man ( مَن ) - Who / kaun
🔹Dhā ( ذَا ) - (is) the one / (hai) woh
🔹Alladhī ( الَّذِي ) - who / jo
🔹Yashfa'u ( يَشْفَعُ ) - can intercede / shafa'at kare
🔹'Indahu ( عِنْدَهُ ) - with Him / uske paas
🔹Illā ( إِلاَّ ) - except / sivaaye
🔹Bi-idh'nihi ( بِإِذْنِهِ ) - by His permission / uski ijaazat ke
🔹Ya'lamu ( يَعْلَمُ ) - He knows / woh jaanta hai
🔹Mā ( مَا ) - what / jo kuch
🔹Bayna ( بَيْنَ ) - (is) / hai
🔹Aydīhim ( أَيْدِيهِمْ ) - before them / in (logon) ke saamne
🔹Wamā ( وَمَا ) - and what / aur jo kuch
🔹Khalfahum ( خَلْفَهُمْ ) - (is) behind them / (hai) unke peechay
🔹Walā ( وَلاَ ) - And not / aur nahi
🔹Yuhītūna ( يُحِيطُونَ ) - they encompass / woh ahata kar sakte
🔹Bishayin ( بِشَيْءٍ ) - anything / kisi cheez ka
🔹Min ( مِّنْ ) - of / mein se
🔹'Il'mihi ( عِلْمِهِ ) - His Knowledge / uske ilm
🔹Illā ( إِلاَّ ) - except / magar
🔹Bimā ( بِمَا ) - [of] what / saath us cheez ke jo
🔹Shāa ( شَاء ) - He willed / woh chahe
🔹Wasi'a ( وَسِعَ ) - Extends / gher liya hai
🔹Kur'siyyuhu ( كُرْسِيُّهُ ) - His Throne / uski kursi (ne)
🔹As-samāwāti ( السَّمَاوَاتِ )- (to) the heavens / aasmano ko
🔹Wal-ardha ( وَالأَرْضَ ) - and the earth / aur zameeno ko
🔹Walā ( وَلاَ ) - And not / aur nahi
🔹Yaūduhu ( يَؤُودُهُ ) - tires Him / thakaati usko
🔹Hif'zuhumā ( حِفْظُهُمَا ) - (the) guarding of both of them / un dono ki hifazat
🔹Wahuwa ( وَهُوَ ) - And He / aur woh
🔹Al-'Aliyu ( الْعَلِيُّ ) - (is) the Most High / Buland-tar
🔹Al-'Azīmu ( الْعَظِيمُ ) - the Most Great / nihayat Azmat wala hai

💖English Translation :
"Allah - there is no deity except Him, the Ever-Living, the Sustainer of [all] existence. Neither drowsiness overtakes Him nor sleep. To Him belongs whatever is in the heavens and whatever is on the earth. Who is it that can intercede with Him except by His permission? He knows what is [presently] before them and what will be after them, and they encompass not a thing of His knowledge except for what He wills. His Kursi extends over the heavens and the earth, and their preservation tires Him not. And He is the Most High, the Most Great."- (2:255)

💖Urdu Translation :
"Allah, uske sivaaye koi ma'bood nahi, jo hamesha zinda hai, sabko ko qayam rakhne wala hai. Us par na oongh gaalib aati hai na neend, usi ka hai jo kuch aasmano mein hai aur jo kuch zameen mein hai, woh kaun hai jo uske paas sivaye uski ijaazat ke sifaarish kar sake? woh jaanta hai jo kuch unke saamne hai aur jo kuch unke peechay hai, aur woh is ke ilm mein se kisi cheez par ahatah nahi kar sakte sivaaye uske jo woh chahe. Uski kursi aasmano aur zameen par haavi hai aur in dono ki hifazat us par koi bojh nahi aur woh bahut buland azmat wala hai."
🌹🌿🌹🌿🌹🌿🌹🌿🌹🌿🌹





4 comments: